Ek ladki ne ek bujurg se pucha sachhi mohabbat bahuto ko naseeb nahi hota isme haqiqat kya hai.
bujurg ne kha? Jao phoolo ke bag me jo sabse khoobsurat phool ho use le aao ladki doosre din wapas aye aur boli mai kai phool dekhti rahi ek phool sabse khoobsurat tha par mai usse behtar ki talash me.
aage chali gaye lekin koi pyara na lga jab laut kar aye to dekha use koi aur tod chuka tha
tab bujurg ne kha yahi mohabbat ki haqiqat hai jo samne hota hai uski qadar nahi hoti aur jab wapas laute to vo bhi nahi milta.
No comments:
Post a Comment
thank you so much for taking the time to leave a comment i love reading them all if you want ask a question i will answer them here or via mail please do not leave mean or self promoting comments they will be removed have a lovely day...